About us

"Quran Academy – Ilm-e-Deen Ki Roshan Manzil"

Humein fakhr hai ke hum Qur’an aur Islami Taleemaat ko asaan, roshan aur dil ko choo lene wale tareeqe se pesh karte hain.

Why Choose Quran Academy

JR

Tajweed ke sath Qur’an ki taleem

Online classes duniya ke kisi bhi kone se

JR

Experienced Islamic Scholars

Tafseer, Tarjuma aur Duain ki taleem

Bachon aur baron ke liye separate courses

Flexible timings aur personal guidance

Introduction

Quran Academy ek roshni ka chiraagh hai jo Qur’an aur Sunnat ki taleem ko har ghar tak pohanchane ka irada rakhta hai. Humari team me tajurba kaar Ustaad aur Islamic Scholars shamil hain jo talaba ko online aur offline dono tareeqon se Qur’an ki taleem dete hain.

Yahan aapko sirf Qur’an padhna hi nahi balke uske tarjuma, tafseer aur zindagi me amal karne ka tareeqa bhi sikhaya jata hai.

Our Mission

Humara mission hai ke har insaan Qur’an ko samajhe, usse mohabbat kare aur apni zindagi ko Qur’an aur Sunnat ke zariye behtareen banaye.

Our Vision

Ek aisi Islami society banani jahan har shakhs Qur’an ki taleem se roshan ho aur ilm-e-deen ka faida aam ho.

Closing Note

“Quran Academy aapki zindagi ko Qur’an ki roshni se roshan karne ka safar hai. Aaj hi humein join karein aur apni zindagi ko Qur’an ke paigham se behtar banayein.”

JR
Scroll to Top